Badla (Title) Song Lyrics | PDF and Mp3 Download
- Admin

- Apr 5, 2019
- 1 min read
Updated: Apr 6, 2019
Badla (Title) Song has in Badla 2019 Hindi movie. You can get more details about Badla 2019 Hindi movie on our Movie Ocean website and also download it. This is the link for that.
Original Song Video
Badla (Title) Song Lyrics
Ae barkhurdaar,
Hoshiyar ye sansaar badla
Julfo ki style,
Jhoothi smile aur profile badla
Koi na jaana kab kahani
Ka kirdar badla re
Culture purana ghar ghar aana
Ye sanskaar badla
Petrol ka price 80
Aab pocket ka size badla
Koi na jaana maine
Kab hatho ka taash badla re
Door se koi aaya hai
Kuch aisi baat baaki hai
Mazboor hoke aaye hai
Chhota hisaab baaki hai
Hai na?
Aankhon ko aankhon se lena badla
Khwabon ko khwabon se badla
Baton ko batob se lena badla
Yaaron ko yaaron se badla
Aankhon ko aankhon se lena badla
Khwabon ko khwabon se badla
Baton ko batob se lena badla
Yaaron ko yaaron se badla
News aur aakhbaar badla
Subah shamachar,
Jab ye jeena marna daily dekha
Aab na bhagwan badla re
Sach ka avtaar badla
Ye aatyachaar,
Teri jhoothi moothi duniya dekhi
Aapna usool badla re
Door se koi aaya hai
Kuch aisi baat baaki hai
Mazboor hoke aayein hai
Chhota hisaab baaki hai
Hai na?
Aankhon ko aankhon se lena badla
Khwabon ko khwabon se badla
Baton ko batob se lena badla
Yaaron ko yaaron se badla
Doller ka bhaw,
Badapaw ka aakar badla
Monday ke bhai dekho,
Sunday ka vyabhaar badla
Ae barkhurdaar,
Hoshiyar ye sansaar badla
Adhunik pyar,
Superstar ka bazaar badla.
Downloads
Song Download as Mp3 (we add link very soon. If you want Mp3 file quicker, e-mail at movieocean@email.com)

Comments